Aao Janch lete hain
Aao janch lete hain
Dard k trazu par
Kis ka Gam kaha tak hai
Shidate kaha tak hain
Kuch aziz logo sae
pochna to prta hae
aaj kl Moohabt ki
Kemat kaha tak hai
Ek Sham aa jao
Khul k Hal-e-Dil keh lain
Kon jany Sanso ki
Mohlat kaha tak hai. !!
Dard k trazu par
Kis ka Gam kaha tak hai
Shidate kaha tak hain
Kuch aziz logo sae
pochna to prta hae
aaj kl Moohabt ki
Kemat kaha tak hai
Ek Sham aa jao
Khul k Hal-e-Dil keh lain
Kon jany Sanso ki
Mohlat kaha tak hai. !!