Obama ,Manmohan with Aish and Sonia

Ek Bar Obama, Manmohan, Sonia aur Aishwrya Train Me the.
.
Tbhi 1 Gufa Ayi Or "Kissing" aur "Jhapad" Ki awaj Aayi.
.
Jab train bahar Aayi to Obama ka Gaal laal tha,
sab ke sab chup.
.
.
Sonia soch rahi thi K,Obama Ne Aish ko Kiss Kiya Hoga,
Or thapad khaya Hoga.
.
.
Aish soch rahi thi K Obama ne Muje Kiss Karne k
Liye glti se Sonia Ko Kiss Kiya hoga aur jhapad Khaya.
.
.
Obama soch raha tha K Manmohan ne
Aish ko kiss kiya Lekin aish ne .
Muje Samja aur muje Jhapad Mara...
.
.
Manmohan soch raha tha 1 bar fir gufa Aaye
aur
Mai kiss ki awaj Nikal kar fir
Obama ko Jhapad Maru.. :D :v

Popular posts from this blog

Looking for a wife

Wrist Bands

Interoffice Memo