Aaj Phir Bachpan ke

Aaj fir bachpan k un dino ki yaad ati hai
Aj fir tere god me sone ki icha stati hai
Ghum hu iss anjan sheher mai kahi
Mujhe dhund k mere pass aa maa
Fir mujhe dant mujhe puchkar maa
Dur hu me tujhse yahi baat stati hai Kark dhup me teri anchal ki chav yaad ati hai
Darta hu iss bhid se k kahi ghum jaunga
Ladkhdaenge agr kadam toh kese khda
ho
paunga Fir mujhe sambhalne yhaa aa
maa Mujhe dantne puchkarne fir mere pass aa
maa
Chla hu anjan rasto me akela
Bhid bhare rasto pe bas tanha chlta chla
Hath thamke sahi raste pe leja tu maa
Ladkhadae kadmo ko firse smbhal maa Mujhe dantne mujhe puchkarne fir mere
pass
aa maa
Kahne ko sab hai yha maze me hu ye
kehta har dam tujhe wha
Mere mze k piche jo dard chipa hai use zra
dant maa
Naa stae mujhe esa smjha maa
Fir mujhe datne puchkarne mere pass aa
maa
Dkhta hu jb khudko aine me toh teri wo dant yaad ati hai
badi dari muche kb ktwaega ye baat yad
ati
hai khudko bda smjh k pachta rha hu me
maa
fir wahi bchpan k din lauta de us khuda ko smjhade k abhi vqt hai bde
hone
me pass apne tu mujhe bulade maa
bas fir ek baar dantde pucharde
ek bar mere pass aja maa
chal bas ab rona band kr dekh dikhta hai tera chehra mujhe yha
par apne ashkho k motio ko yu na bigad
maa
ab vqt hi kitna hai tere pass ane me
bas ek bar lakshya pura hojane de
bahe jo tere ansu mujhse dur reh k uska karz me chukaunga
teri har khwahish ko pura kr dikhaungA
bas fir kabhi tujhse dur naa jaunga tere
pass reh k bas tujhe staunga…….

Popular posts from this blog

Interoffice Memo

Interoffice Memo

Wrist Bands