Beete Pal Wapas La Nahi Sakte,
Sukhe Phool Wapas Khila Nahi Sakte,
Kabhi Kabhi Lagta Hai Aap Hamein Bhool Gaiye,
Par Dil Kehta Hai Ke Aap Hamein Bhula Nai Sakte.
Aap Pe Hi Khatm Sari Chahat Hogi..... Phir Na Kisi Pe Ye Inayat Hogi..... Kuch Is Tarah Karenge Yaad Apko.. .Na Apko Khabar Na Zamane Ko Shikayat Hogi..
Kuchh meethe pal yaad aate hain, Palkon par aasnu chhod jaate hain, Kal koyi aur mil jaaye to hamein na bhool jaana, Dosti ke rishte zindagi bhar kaam aate hain