Hum Bhi Kabhi Muskuraya
Karte The...
Ujale Me Bhi Shor Machaya
Karte The...
Usi Diye Ne Jala Diya Mere
Hatho Ko..
Jis Diye Ko Hum Hawa se
Bachaya Karte The...!!
Aap Pe Hi Khatm Sari Chahat Hogi..... Phir Na Kisi Pe Ye Inayat Hogi..... Kuch Is Tarah Karenge Yaad Apko.. .Na Apko Khabar Na Zamane Ko Shikayat Hogi..
Kuchh meethe pal yaad aate hain, Palkon par aasnu chhod jaate hain, Kal koyi aur mil jaaye to hamein na bhool jaana, Dosti ke rishte zindagi bhar kaam aate hain