Kisi ke dil me basna bura to nhi..
Kisi ko dil me basana khata to nhi,
Gunaah ha ye zamane ki nazar me to kya hua....
Zamane wale bhi insaan hain khuda to nhi'''
Aap Pe Hi Khatm Sari Chahat Hogi..... Phir Na Kisi Pe Ye Inayat Hogi..... Kuch Is Tarah Karenge Yaad Apko.. .Na Apko Khabar Na Zamane Ko Shikayat Hogi..
Kuchh meethe pal yaad aate hain, Palkon par aasnu chhod jaate hain, Kal koyi aur mil jaaye to hamein na bhool jaana, Dosti ke rishte zindagi bhar kaam aate hain