Mere Wajood Mein Kash Tu Uttar Jaye,
Mein Dekhu Aaina Orr Tu Najar Aaye,
Tu Ho Samne Orr Waqt Thehar Jaye,
Yeh Zindgi Tuje Yuhi Dekhte Hue Guzar Jaye.!
Aap Pe Hi Khatm Sari Chahat Hogi..... Phir Na Kisi Pe Ye Inayat Hogi..... Kuch Is Tarah Karenge Yaad Apko.. .Na Apko Khabar Na Zamane Ko Shikayat Hogi..
Kuchh meethe pal yaad aate hain, Palkon par aasnu chhod jaate hain, Kal koyi aur mil jaaye to hamein na bhool jaana, Dosti ke rishte zindagi bhar kaam aate hain